Wo shaam, ek alag si madhoshi
thi…ek alag sa sama tha…
Wo sham, Ek alag sa maja tha..ek alag sa sama tha..
kab wo din gujar gaye ,sirf yaadein chod gaye…
kab wo saare pal gujar gaye…sirf yaadein chod gaye…
wo shaam ek alag sa maja tha..ek alag sa nasha tha..
wo shaam ek alag si khusbu thi..ek alag sama tha..
kya pata wo shaam kab aayegi…kab wo pal phir saath layegi..
ab is shaam me wo khusbu kahan …wo maja kahan…wo nasha kahan…
ye nasha..ye madhoshiyan kyun chaayi hai mujhe
ye tanhaiyan…ye gum kyun chaayi hai mujhe…
gumsum sa rehne laga hun..chup sa rehne laga hun..
pyaar me khone laga hun.. dil me kisi ko chupane laga hun..
sab log kehte mujhko paagal..main kehta duniya ko paagal..
mujhe pata hai wo shaam phir se aayegi….phir se madhoshi
laayegi..
wo shaam phir wo khushbu
hogi aur bilkul alag hogi……
No comments:
Post a Comment