Khuda ki maaya ajeeb hai..
uske paas ek din sabko jaana padta hai...
uske saamne sab ko sir jhukana padta hai....
wo har ek ke dil me basta hai..
wo har ek ko parakhta hai...
uski nazare har pal rehti hai sabpar..
uski shaktiyaan baras rahi hai sabpar..
khuda ki maaya ajeeb hai...
usko paane ki sabhi koshish karte hai.
uske bhakti me sabhi dube rehna chahte hai...
wo sun raha hai sabhi ki baatein..
wo samajh raha hai sabhi ki haalatein..
uske roop hazaar hai..
uske shaktiyon ke aage sabhi bekaar hai..
khuda ki maaya ajeeb hai..
wahi hai sab dukhon ke harta
wahi saare paapon ka naash karta...
uski kripa tum paa lo..
uski shakti tum apna loo..

uske saamne sab ko sir jhukana padta hai...
uske paas sabhi ko ek din jaana padta hai...
uske saamne sab ko sir jhukana padta hai...
uske paas sabhi ko ek din jaana padta hai...